LITTLE KNOWN FACTS ABOUT EK SHKS NE APNI BETIO KO QATAL KAR DIA.

Little Known Facts About Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia.

Little Known Facts About Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia.

Blog Article

43.         Namaz qayam karo, zakat do aur jo log mere aage jhuk rahe hain unke saath tum bhi jhuk jao.

229.       Talaq do baar hai, phir ya to seedhi tarah aurat ko roak liya jaaye ya bhale tareqe se usko ruksat kardiya jaaye, aur ruksat karte huey aisa karna tumhare liye jayiz nahin hai ke jo kuch tum unhein de chuke ho, usmein se kuch wapas lelo, albatta yeh surat mustasna hai ke zawjain ko Allah ke hudood par qayam na reh sakne ka andesha ho, aisi surat mein agar tumhein yeh khauf ho ke woh dono hudood e ilahi par qayam na rahenge, to un dono ke darmiyan yeh maamla ho jaane mein muzahiqa nahin ke aurat apne shohar ko kuch muawaza dekar alaidagi haasil karle, yeh Allah ke muqarrar karda hudood hain, inse tajawuz na karo, aur jo log hudood e ilahi se tajawuz karein wahi zalim hain.

I needed to know wheter There may be any zakah on home bought. I have a land on which my home is crafted.

fifteen.         Allah unse mazaaq kar raha hai, woh inki rassi daraaz kiye jata hai, aur yeh apni sarkashi mein andhon ki tarah bhatakte chale jaate hain.

26.         Haan, Allah is se hargiz nahin sharmata ke machhar ya is se bhi haqeer-tar (insignificant) kisi cheez ki tamseelein (illustrations) de. Jo log haqq baat ko qabool karne wale hain, woh inhi tamseelon ko dekh kar jaan lete hain ke yeh haqq hai jo unke Rubb Hello ki taraf se aaya hai, aur jo maanne wale nahin hain, woh inhein sunkar kehne lagte hain ke aisi tamseelon se Allah ko kya sarokar?

182.       Albatta jisko yeh andesha ho ke wasiyat karne wale ne nadanishta ya qasdan (intentionally) haqq talafi ki hai aur phir maamle se taaluq rakhne walon ke darmiyan woh islaah kare, to uspar kuch gunaah nahin hai, Allah bakshne wala aur reham farmane wala hai.

277.       Haan, jo log here iman le ayein aur neik amal karein aur namaz qayam karein aur zakat dein, unka ajar beshak unke Rubb ke paas hai aur unke liye kisi khauf aur ranjh ka mauqa nahin.

205.       Jab usey iqtedar haasil ho jata hai, to zameen mein uski saari daud dhoop is liye hoti hai ke fasaad phaylaye, kheton ko gaarat kare aur nasal e Insani ko tabaah kare , halaanke Allah (jise woh gawah bana raha tha) fasaad ko hargiz pasand nahin karta.

Nabi ne jawab diya: “Allah ne tumhare muqable mein usi ko muntakhab kiya hai aur usko dimaagi o jismani dono qisam ki ehliyatein farawani ke saath ata farmayi hain aur Allah ko ikhtiyar hai ke apna mulk jise chahe de , Allah badi wusat rakhta hai aur sab kuch uske ilm mein hai”.

65.         Phir tumhein apni qaum ke un logon ka qissa to maloom hi hai jinhon ne Sabt (sabbath) ka kanoon toda tha, humne unhein keh diya ke bandar ban jo aur is haal mein raho ke har taraf se tumpar dhutkaar phitkaar (despised and hated) padey.

We use cookies on IslamQA to measure customer stats. By clicking “Accept”, you consent to the usage of cookies.

188.       Aur tum log na to aapas mein ek dusre ke maal narawa tareeqe se khao aur na hakeemo ke aage inko is garz ke liye pesh karo ke tumhein dusron ke maal ka koi hissa qasdan zalimana tareeqe se khane ka mauqa mil jaaye.

one hundred thirty.       Ab kaun hai, jo Ibrahim ke tareeqe se nafrat kare? Jisne khud apne aap ko himaqat o jihalat mein mubtala karliya ho, uske siwa kaun yeh harakat kar sakta hai?

93.         Phir zara us misaq (covenant) ko yaad karo jo Tur ko tumhare upar utha kar humne tumse liya tha, humne taakeed ki thi ke jo hidayaat hum de rahe hain, unki sakhti ke saath pabandi karo aur kaan laga kar suno.

Report this page